Blogger vs WordPress in Hindi
Blogger or wordpress mein ham agar difference ke bare mein baat karen to ine donon mein jameen aur Aasman ki farak hoti hai aur nahin bhi
To pahle ham blogger ke bare mein baat Karen
Blogger hamen free mein website create karne ke liye deti hai
Lekin wordpress mein free mein website create karne ke liye nahin dete
Wordpress mein kam karne ke liye premium hosting aur domain chahie
Lekin agar baat karen to blogger ki ismein hosting aur domain dono hi free mein milati hai
Blogger mein domain free mein milati hai blogspot.com ke naam se aur hosting yah bilkul free hai
Lekin agar aapke pass extra custom domain hai
To aap blogger mein istemal kar sakte hain
Wordpress ke bare mein baat karo to wordpress mein blogger ki tarah free nahin hai
nahin blogger ki tarah wordpress mein hosting free milati hai na hi koi wordpress ki taraf se koi domain milati hai
Aap agar kam Karen blogger mein To free mein kar sakte hain
Aapke pass agar jyada budget hai to aap wordpress mein kam kar sakte hain
Wordpress mein khud ki tarah customise kar sakte hain for WordPress duniya bhar mein famous hai
Theek usi tarah blogger bhi duniya bhar mein famous hai blogger Google ke dwara banae gaye hain
Blogger or wordpress ki antar ?
Blogger mein aapko free mein blogspot.com domain milti hai
Wordpress mein aapko is tarah koi bhi domain free mein nahin milte
Blogger mein free mein hosting milati hai sath mein c panel bi free mein milati hai
Wordpress mein kisi bhi tarah hosting nahin milati
Blogger or wordpress is donon mein hi ham themes add kar sakte hain
Ham agar chahe to blogger mein foot credit aur logon ko de sakte hain ya FIR khud Ko hi credit de sakte hain
Wordpress mein credit wordpress ko hi dena padati hai yah credit hata nahin sakte
Agar aapke pass budget nahin hai to aap blogger se Surat kar sakte hain blogger samajhne mein aasan hoti hai aur ise hoti hai
Lekin wordpress mein baat karo to yah samajhne mein thoda mushkil hoti hai bad mein iji hoti hai aur ismein extra domain aur hosting kharidna padati hai Jahan per aapko 3000 ya FIR 4000 domain or hosting kharidne mein hi lag jaenge
Main use karti ho blogger blogspot.com or blogspot.com mere liye bahut aasan hoti hai aur easy hoti hai yahan per aap khud ki tarah customise kar sakte hain aur samajhne mein bhi easy hoti hai likhane aur type karne mein bhi
Aasan hoti hai
To finally aapke pass agar baje the to wordpress use Karen agar budget nahin hai to aap beginner hai
To blogger.com use kare thank you ❤️
Post a Comment